Dard-e-Dil- MOHD RAFI

प्रवर्तक:
asim306


Rating: 2.3/5 (40 votes cast)
वर्णन:
Film Name: Karz Year: 1980 Singer(s) Mohd Rafi Lyricist: Anand Bakshi Musician(s): Laxmikant Pyarelal ----------Lyrics---------- [dard e dil dard e jigar dil mein jagaya aapne ] 2 pehle to main shaayar tha aashiq banaya aapne dard e dil..............aapne aap ki madhosh nazarein kar rahi hai shaayari - 2 ye gazal meri nahin ye gazal hai aap ki maine to bas woh likha jo kuch likhaya aapne dard e dil dard e jigar.....pehle to main......aapne - 2 [ kab kahan sab kho gayi jitni bhi thi parchaiyaan uth gayi yaaron ki mehfil ho gayi tanhaiyaan ] 2 kya kiya shaayad koi parda giraya aapne dard e dil..........aapne - 2 aur thodi der mein bas hum juda ho jaayenge - 2 aap ko dhoondhega kaise raaste kho jaayenge naam tak bhi to nahi apna bataya aapne dard e dil..........pehle to main..........aapne la la la la la la la la la la la la la la la - 2

देखा गया: 2150


© 2011 hinkhoj.com. All rights Reserved